Showing posts with label 2-lines. Show all posts
Showing posts with label 2-lines. Show all posts

Zameer zinda ni aftab e hasher sy kam

Zameer zinda ni aftab e hasher sy kam

K bach k dhoop sy ab jal raha hun chhaon me.

Tujhsy koi filhaal Talab ha na Tamanna

Tujhsy koi filhaal Talab ha na Tamanna

Is Shehr me jaisy Tera hona he bohat ha.

Anam from lahore

Doob jana to koi baat ni hai laiken

Doob jana to koi baat ni hai laiken

Bais e sharam hi toofa’n sy haras’an hona..

Mil He Jayga Hum Ko Bhe Koi Toot Ky Chahnay Wala












Mil He Jayga Hum Ko Bhe Koi Toot Ky Chahnay Wala
Ab Shahar Ka Shahar To Be Wafa Ni Ho Sakta.

Shab bhar teri gali me bhatakta hi Eik shakhs.

Shab bhar teri gali me bhatakta hi Eik shakhs.

waqt mely to raat ko ghar sy nikal ker daikh.

Shehar farhaad ky mathy py likha ha kis ny.

Shehar farhaad ky mathy py likha ha kis ny.

Apny say ko bhe zanjeer pehnay rakhna.

Doob jany ke khabar laein

Doob jany ke khabar laein thi’en moj’ein tum na thy
Ye gawahi bhe dila dein gy lab shil sy hum.

Chupky Chupky Ro Lena

Chupky Chupky Ro Lena
Jub Seena Ghum Se Bojhal Ho
Aur Yaad Kesi Ke Aati Ho
Tub Kamry Mi Bund Ho Jana
Aur Chupky Chupky Roo Lena
Jub Aankhein Baghi Ho Jaein
Aur Yaad Mi Meri Bhar Aaein
Phir Khud Ko Dhuka Mat Dena
Aur Chupky Chupky Roo Lena
Jub Pulkeen Kerb Se Mondi Hoon
Aur Sub Sumjhein Tum Soty Ho
Tub Moan Pe Takiya Rakh Lena
Aur Chupky Chupky Roo Lena
Yeh Duniya Zalim Duniya Hai
Yeh Baat Bohoot Phailaye Ge
Tum Samny Sub Ke Chup Rehna
Aur Chupky Chupky Roo Lena
Jub Barish Chehra Dho Daly
Aur Ashk Bhe Boondein Lagtey Hoon
Woh Lamha Hergiz Mat Khona
Aur Chupky Chupky Roo Lena

Ruke Ruke si shab e marg khatam per aai.

Ruki ruki si shab e marg khatam per aai.

Wo poh phati wo nai zindage nazar aai..

Aik Baar In Honton syY Mujhy Apna keh Do

Aik Baar In Honton syY Mujhy Apna keh Do

Pher Mehfil Me Raqeeban Ka Tamaasha Daikho..

zakhm lagay hain apney jalwon

zakhm lagay hain apney jalwon sy kitney.

Yaad mujh ko hisaab zara aney dy..

Zamana kia kahy ga aap ky tarz e tagaful per

Zamana kia kahy ga aap ky tarz e tagaful per

Tumhein meri tabahi ke qasam, rok hansi apni..

Zamana mujh ko satata hai

Zamana mujh ko satata hai ly ker tera nam.

Ye kia kiya mujh ko apna bana ky choor dia..

Zindagi jin key tasawor sey

Zindagi jin kay tasawor sy jila pati the.

Hay kia log thay dam e ajjal mein aay.

Yuon na parhiya kahin kahin sy humain.

Yuon na parhiya kahin kahin sy humain.

Hum bhe insaan hain kitaab nai.

By niazi hud sy guzri banda parwar

By niazi hud sy guzri banda parwar kab talaq.

Hum kahain gy haal e dil or aap farmayin gy kiya???

Zara si dair december ke dhoop

Zara si dair december ke dhoop main baithen

Yeh furstain humain shayed na agly saal milain.

Yahe bahot hai k to ny palat k daikh lia

Yahe bahot hai k to ny palat k daikh lia

Ye lutaf bhe meri umeed sy ziada hai:(

Doston se is qadar sadmy uthaay

Doston se is qadar sadmy uthaay jaan per

Dil se dushman ke dushmani ka gilaa jata raha.

Aesa kiya likhon k tery dil

Aesa kiya likhon k tery dil ko taskeen pohanchy.

Kiya yeh kaafi nii k meri duaayon mein tum hoo??